Farhan Khan – AJNABI Lyrics (From “Alif Laila”)

Ajnabi Lyrics - Farhan Khan

Short Des: On November 21, 2024, Farhan Khan released his 2nd single from the album ‘ALIF LAILA’, titled “Ajnabi” featuring stunning Pho. This song is a sad and emotional track whose intro and outro are inspired by the song “Dil Ne Yeh Kaha Hain Dil Se” from Dhadkan. In this song, the singer highlights a broken heart and lost love, which can be clearly felt in the lyrics. The singer prays for the girl who could never be his while deeply experiencing the emotions of loneliness and unrequited love. For those whose hearts have recently been broken and who seek solace for their emotional wounds in poetry, this song is nothing less than a gem. Read Ajnabi Lyrics by Farhan Khan with the official music video below.

Ajnabi Lyrics – Farhan Khan

“Jitna Bekaraar Hoon Main
Khud Ko Bekaraar Kar Lo
Meri Dhadkanon Ko Samjho
Tum Bhi Mujhse Pyaar Karlo”

Ajnabi Sa Yeh Ehsaas Hai
Badnaseebi Na Tu Saath Hai
Shah Ki Daulat Tu Hi Thi Sanam Ab
Bas Fakeeri Naa Kuch Paas Hai

Ajnabi Sa Ye Ehsaas Hai
Badnaseebi Na Tu Saath Hai
Shah Ki Daulat Tu Hi Thi Sanam Ab
Bas Fakeeri Naa Kuch Paas Hai

Dilbar Ko Door Nahi Karte
Dil Tod Ke Choor Nahi Karte
Sab Kehte Par Main Manta Nahi
Tum Humko Bhool Nahi Sakte
Aise Majboor Nahi Karte
Pathar Kyu Phool Se Ban Gaye
Hum Tumko Na Mana Sakein Jo
Ese Tum Rooth Nahi Sakte

Tere Pairo Ki Dhool Rasta Tera Dhundta Raha
Khushboo Teri Jis Hawa Main Us Hawa Se Rasta Puchta Raha
Tu Meri Roshni Thi Bin Tere Ye Sooraj Doobta Raha
Andhere Mai Fir Akhri Khat Tera Main Choomta Raha

Ajnabi Sa Ye Ehsaas Hai
Badnaseebi Na Tu Saath Hai
Shah Ki Daulat Tu Hi Thi Sanam Ab
Bas Fakeeri Na Kuch Paas Hai

Ajnabi Sa Ye Ehsaas Hai
Badnaseebi Na Tu Saath Hai
Shah Ki Daulat Tu Hi Thi Sanam Ab
Bas Fakeeri Na Kuch Paas Hai

Tum Meri Duaon Mein Jab Roz Rahi Ho
Zindagi Mein Fir Kyu Na Reh Saki Tum
Roz Mere Khwaabon Mein Jab Hass Rahi Ho Aake
Aankhon Se Meri Fir Kyun Beh Rahi Tum

Dekho Aise Na Satao Ki Sach Mein Maar Hi Daalo
Main Khudko Tumpe Khud Luta Dun Jo Tum Bas Pyar Se Maango
Daag Hain Tujhme Bhi Fir Bhi Tum Mere Raat Ka Chand Ho
Manzil Tak Le Chalun Tumhein Main Tum Mera Saath Jo Maango

Ajnabi Sa Ye Ehsaas Hai
Badnasibi Na Tu Saath Hai
Shah Ki Daulat Tu Hi Thi Sanam Ab
Bas Fakeeri Na Kuch Paas Hai

Ajnabi Sa Ye Ehsaas Hai
Badnasibi Na Tu Saath Hai
Shah Ki Daulat Tu Hi Thi Sanam Ab
Bas Fakeeri Na Kuch Paas Hai

“Meri Dhadkanon Ko Samjho
Tum Bhi Mujhse Pyaar Karlo”

“Kaise Ankhein Chaar Kar Loon
Kaise Aitbaar Kar Loon
Apni Dhadkaron Ko Kaise
Itna Bekaraar Kar Loon
Kaise Tujhko Dil Main De Doon
Kaise Tujhse Pyaar Kar Loon”

Related Songs –

SirfLyrics FAQs & Trivia