Farhan Khan – Aankhon Ne Maara Lyrics (From “Alif Laila”)

Aankhon Ne Maara Lyrics - Farhan Khan

Short Des: On December 17, 2024, Farhan Khan released his 3rd single from the album ‘ALIF LAILA’, titled “Aankhon Ne Maara” featuring stunning Pho. In this song, the singer highlights the emotions of love, betrayal, and heartbreak, which can be clearly felt in the lyrics. The singer prays for the girl who could never be his while deeply experiencing the emotions of loneliness and unrequited love. Read Aankhon Ne Maara Lyrics by Farhan Khan with the official music video below.

Aankhon Ne Maara Lyrics – Farhan Khan

Mai Har Jagah Pe Tere Piche Tera Saya Hoon
Chehre Ko Dekh, Tere Apne Gham Bhulane Aaya Hoon
Sab Kehte Hain Tujhe Chhoo Ke Hawa Kar Deti Deewana
Tere Jism Ki Mehakti Khushboo Ko Churaane Aaya Hoon

Tu Sun Rahi Hai Kya Meri Ankahi Baatein?
Kash Hote Aise Shabd Jisse Hum Tujhe Batate
Taare Bhi Hain Sar Jhukate Teri Chaandni Ke Aage
Phoolon Mein Aajati Tazgi Jab Bhi Tu Muskura De

Tujhe Khabar Nahi, Kitni Haseen Hai Tu
Noor-E-Nazar, Nazar Na Lage, Afreen Hai Tu
Jo Mujhe Sunte, Meri Likhne Ki Tareef Karein
Par Likhna Bhool Jaata, Jab Mere Kareeb Hai Tu
Sambhaloon Kaise Khud Ko, Bhala Mujhe Tu Bata De
Jisme Ho Tujhse Zyada Nasha, Jaam Wo Pila De
Teri Gali Mein Chalte, Aashiq Apna Sar Jhuka Ke
Aur Jis Gali Mein Tera Zikr Na Ho, Wo Bata De

Mujhe Teri Aankhon Ne Maara Hua Hai
Dil Mera Haara Hua Hai
Chup Jaate Jaake Kahin Chal
Dushman Zamaana Hua Hai
Aankhon Ne Maara Hua Hai
Dil Mera Haara Hua Hai
Chup Jaate Jaake Kahin Chal
Dushman Zamaana Hua Hai

Tu Maujza Hai Khuda Ka Noor Hai Tu
Ye Mera Dil Hai Tera Ghar, Wahan Mehfooz Hai Tu
Agar Main Jhoot Kahoon, Dekhun Na Kisi Ko Tere Siwa
Par Har Jagah Tera Chehra, Toh Kya Karoon, Majboor Main

Tu Door Rehke Paas, Par Tu Door Kar Ye Faasle
Chur Ho Ke Yaadon Mein, Teri Hum Tanha Jaagte
Jism Se Tere Lipta Rahoon, Bas Hamesha Kash Main
Lakeere Tujh Tak Na Jaati, Wo Mita Raha Hoon Haath Se

Tu Justuju Hai, Dil Ki Murad Hai Tu, Khwaahish Hai
Kab Tak Legi Bata Mohabbat Ki Azmaishein
Ye Kehte Mohabbat Mein Dhoonda Karte Nahi Faayde
Hum Loot Chuke Hain, Ab Tere Aage Kuch Bhi Na Dikhai De

Ae Zaalim, Kabhi Toh Mujhe Pyaar Ki Nigah Se Dekh
Kasam Khuda Ki, Tujhpe Zindagi Luta Denge
Gamon Ki Shaam Hogi, Toh Tujhe Hasa Denge
Hum Gham Tere Chura Lenge

Mujhe Teri Aankhon Ne Maara Hua Hai
Dil Mera Haara Hua Hai
Chup Jaate Jaake Kahin Chal
Dushman Zamaana Hua Hai
Aankhon Ne Maara Hua Hai
Dil Mera Haara Hua Hai
Chup Jaate Jaake Kahin Chal
Dushman Zamaana Hua Hai

Related Songs –

SirfLyrics FAQs & Trivia

1. Which album or movie is the song Aankhon Ne Maara from?
Aankhon Ne Maara is a soulful sad-romantic song, album Alif Laila by Farhan Khan.

2. When was the Aankhon Ne Maara song released?
Aankhon Ne Maara the song was released on December 17, 2024.

3. Who wrote the lyrics to the “Aankhon Ne Maara” song?
The lyrics of the song “Aankhon Ne Maara” have been beautifully penned by Farhan Khan.

4. Who produced “Aankhon Ne Maara”?
“Aankhon Ne Maara” was produced by Mr. Doss.

5. What kind of audience likes this song the most?
For those who enjoy sad-romantic or one-sided Hindi tracks, this song will be perfect, as it has everything that will touch their heart.

6. What is the duration of Aankhon Ne Maara?
The duration of the song Aankhon Ne Maara is approximately 3 minutes and 31 seconds long.